Saturday, November 6, 2010

Love is the bridge between two hearts.

Hum Nazuk Nazuk Dil wale

irene_asangel_black4roses.gif picture by zubia_kiran
divider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kiran
Hum Nazuk Nazuk Dil wale
Bas aise hi to hote hain...
Kabi Hanste hain Kabi Rote hain
 Kabi Dil mai Khuwab pirotey hain
 
divider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kiran
Kabi Mehfil Mehfil phirtey hian,
Kabi Raat mai Tanha hote hain
Kabi Chup ki Mohrr lagate hain,
Kabi Geet Labon per latey hian
 
divider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kiran
 
Kabi Sab ka Dil Behlatey hain,
Kabi Khood mai Tanha hote hain
Kabi Shab-Bhar Jagte rehte hain,
 Kabi Lambi Taan ker sotey hain
 
divider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kirandivider1-1.gif picture by zubia_kiran
 
Hum Nazuk Nazuk Dil wale
 Bas aise hi to hote hain
Kabi Hanste hain Kabi Rote hain
 Kabi Dil mai Khuwab pirotey hain
heart-pearles.jpg picture by zubia_kiran

God's Pharmacy! Amazing!


Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org

Visit Us @ www.MumbaiHangOut.Org
Onions look like the body's cells. 
Today's research shows onions help 
clear waste materials from all of the body 
cells. They even produce tears which 
wash the epithelial layers of the eyes. 
A working companion, Garlic, also 
helps eliminate waste materials and 
dangerous free radicals from the body.

Sulie Or Julie

Story is narrated in fulltoo Bambaiyaa Ishtyle
Julie aur Sulie do ben log rehta hai.
Ben log maane………Judwaa. 
Lekin dono main fark bole to solid. Julie
ekdum Smart, bole to jhakaas rapchik piece
aur Sulie bole to ekdum halki re.
To kya hota hai maloom, Sulie thee bachpan
se, woh kya bolte hain usko..Stubborn
bole to ekdam yedi, jiddi rehti hai.
To julie jo bhi maangti hai na
Sulie ko woh maangta-ich hai.
Julie ko gudiya mili to Sulie ko bhi maangta
tha…
Julie ko kangan mila to Sulie ko bhi mangta
hai…..
Aisa karte karte bees saal guzar gaya.
To na, Julie ka shaadi ekdum karodpati ladka
ke saath hota hai.
Aur Sulie ek fatichar funtoosh se
shaadi banatha hai. 
Shaadi ke baad Julie Fridge leti hai baap.
Sulie bhi pati se fridge maangti hai.
Pati salla bechara garib.
Lekin biwi ko khush karne ke waaste woh
Fridge khareed leta hai.
Abhi Julie agle mahine Air Conditioner
khareed dalti hai.
Sulie bhi jidd karti hai baap.
Kya Bolti Malum: AC nahin liya to khud ko
tapka daloongi.
Pati bechara aur paise markeet se udhaar
leta hai aur AC khareed leta hai……! ..
Ab Julie car khareedti hai.
Sulie bhi jidd karti hai.
Pati ka dimaag satak-ta hai lekin phir bhi
saala karega kya,
baap ka zameen bech dalta hai aur gaadi
khareedta hai.

Thode dinon ke baad Julie gaadi bech ke bus
khareedti hai. Sulie bhi jidd karti hai….
Abhi pati solid bhadakta hai baap.
Bolta hai “Ae item, ab dhimaag ka dahi mat
bana..bahut ho gaya tera natak.
Abhi apun tera ek nahin sunega.
Apun jaa rahela hai kya, yeda samjha hai kya,
To Sulie ko chorke woh chala jaata hai.
Sulie lekin apni gaadi bechkar aur paisa
market se uthakar bus khareed leti hai……
To Julie aur Sulie apne apne bus main Ek din
picnic ko jaata hai.
Bus ko park karke ! woh log ghoomne phirne ko
jaata hai.
Wapas aake dekhta hai to saala dono bus main
steering wheel gaayab,seat gaayab, gear gaayab…
sab kuch ghayab!!
Sulie julie ko dekhti hai aur kuch to bolti
hai………..
Abhi Ekdum simple koschan: Sulie Julie ko
kya bolti hai??

* * * Ye tu bhol-na * * *

* * * Abe soch…… * * *

* * * dhimag kaam nahi kar rehla hai kya? * * *

* * * Haar maan gaya kya??? * * *

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Followers

Powered by Blogger.
Follow Me on Pinterest Follow smilecampus on Twitter